Tuesday, June 19, 2018

How To Secure Andriod Phone


1                                                       Top Five Idea To Secure Your Andriod






 .Allows Only Usefull App Permissions

Kabhi kabhi hum faltu ki apps ko  saare permissions allow kar dete hain jisse hamare data ko churaya bhi ja sakta hai  aur phone ki privacy ko bhi nuksaan pahuchta hai isliye jo app usefull ho use hi app permission allow karne chaiye.
 2. Never Download Apps Outside of Google Play Store

 Google play store ke bahar se apk install ya koi bhi apps na download kare isse mobile me spyware,malware ya koi anya virus aa skte hai jisse aapke andriod phone ko hack ya control kia ja skta hai.

3.Lock Your Phone & Important Apps
Andriod phone ko hamesha lock screen ke saath use kare aur jitne impotant apps jisme settings bhi shamil hai use bhi lock kar ke rakhe taaki koi apke permission ke bina apke phone mein apk install ya password hack na kar sake
4.Never Give Your Phone To other Guy

Kisi Dusre  Person ko mobile na de aur agar de to apni nigraani mein de warna kisi tarah ka apk install ya koi hacking app install kar de iske liye apne phone ko kisi ko use rne ko na dein
5. Dont Save All Your Passwords 

 Apne saare apps ya bank aacount ke paasword kabhi saved na rakhein sav karne se privacy kam ho skti hain iske liye sirf kuch hi password save kre

No comments:

Post a Comment